Hum cbahkar bhi tumhe pa na sake

Posted On //
Hum chahkar bhi tumhe pa na sake Par tumne na chahkar bhi hume pa liya Hum na chahkar bhi tumhe bhulane ki koshish kar rahe hai Par tum chahkar bhi hume bhula na sake Hum chahkar bhi tumhe khushiya na de sake Par tum na chahkar bhi hume khushiya de gaye Hum chahkar bhi pyaar nibha na sake Par tum na chahkar bhi pyaar nibha gaye…