Uski nazar ko
Posted On
//
Uski nazar ko furst na mile hogi,
Warna mera marz itna lailaaj na tha,
Humne toh wahan bhi mohabbat hi ki ,
Jahan mohabbat ka riwaaj na tha…
Labels:
breakup shayaris,
dard shayari,
hindi shayari,
love shayaris,
shayaris